Roman script

arziyaan sari main chehre pe likh ke laya hun 

tumse aur kya mangu main tum khud hi samjh lo 

ya maula maula maula mere maula 

maula maula maula mere maula 

maula maula maula mere maula 

maula maula maula maula 

maula maula maula maula 

darare darare mathe pe maula 

maramat mukddar ki kar do maula 

tere dar pe jhuka hun bana hun mita hun 

tere dar pe jhuka hun bana hun mita hun 

maramat mukddar ki kar do maula 

maramat mukddar ki kar do maula 

jo bhi tere dar aaya jhukne jo bhi sar aaya 

mastiya piye sabko jhumta nazar aaya 

jo bhi tere dar aaya jhukne jo bhi sar aaya 

mastiya piye sabko jhumta nazar aaya 

pyas leke aaya tha dariya wo bhar laya 

noor ki barish main bhigta sa nazar aaya 

noor ki barish main 

noor ki barish main bhigta sa tar aaya 

maula maula maula mere maula 

maula maula maula mere maula 

maula maula maula maula 

maula maula maula maula

darare darare mathe pe maula 

maramat mukddar ki kar do maula 

jo bhi tere dar aaya jhukne jo bhi sar aaya 

mastiya piye sabko jhumta nazar aaya 

jo bhi tere dar aaya jhukne jo bhi sar aaya 

mastiya piye sabko jhumta nazar aaya 

ek khushbu aati thi ek khushbu aati thi 

main bhatakta jata tha reshmi si maya thi 

aur main takta jata tha 

jab teri gali aaya sach tabhi nazar aaya 

jab teri gali aaya sach tabhi nazar aaya 

mujhme wo khushbu thi jise tune milwaya 

maula maula maula mere maula 

maula maula maula mere maula 

maula maula maula maula 

maula maula maula maula 

darare darare mathe pe maula 

maramat mukddar ki kar do maula 

tutke bikhrna mujhko jarur aata hai 

tutke bikhrna mujhko jarur aata hai 

warna ibbadat wala shaur aata hai 

sajde main rehne do ab kahi na jaunga 

sajde main rehne do ab kahi na jaunga 

ab jo tumne thukraya to sawr na paunga 

maula maula maula mere maula 

maula maula maula mere maula 

maula maula maula maula 

maula maula maula maula 

darare darare mathe pe maula 

maramat mukddar ki kar do maula 

sar uthake maine to kitni khwasishe ki thi 

kitne khwab dekhe the kitni koshishe ki thi 

jab tu rubaru aaya 

jab tu rubaru aaya nazre na mila paya 

sar jhuka ke ek pal main 

sar jhuka ke ek pal main maine kya nahi paya 

maula maula maula mere maula 

maula maula maula mere maula 

maula maula maula maula 

maula maula maula maula 

darare darare mathe pe maula 

maramat mukddar ki kar do maula 

mora piya ghar aaya mora piya ghar aaya 

mora piya ghar aaya mora piya ghar aaya 

mora piya ghar aaya mora piya ghar aaya 

mora piya ghar aaya mora piya ghar aaya 

maula maula maula mere maula 

maula maula maula maula 

maula maula maula mere maula 

maula maula maula maula 

maula maula maula mere maula 

maula maula maula maula

Explore this song