Roman script

walla walla, walla walla

walla walla, walla walla

arz ke saye jamee pe aaye, ishk ke badal husan pe chhaye

arz ke saye jamee pe aaye, ishk ke badal husan pe chhaye

nasha ye halka halka, meri ankho se chhalka

nasha ye halka halka, meri ankho se chhalka

haya ka aanchal ab ye meri julfo pe dhalka

walla walla, walla walla

walla walla, walla walla

duri hai kyu ab darmiya, kuch to kaho kyu hai khamosiya

dil ko to hai tera junun, taswur me hai teri parchhayiya

maja lele is pal ka, kya bharosa hai kal ka

maja lele is pal ka, kya bharosa hai kal ka

chaho ya na chaho tum, mamla hai ye dil ka

ho ru baru tu meri hasti se, aa mere vajud ki basti me

teri madhosi meri behoshi, ho mast tu ishk ki masti me

mahka hua alam sara lelo jara mujhko aghos me

bhula ke jaha ho meharba kho jaye ham na rahe hosh me

najar se najar mila le, sama ye hasin bana le

najar se najar mila le, sama ye hasin bana le

mere sune gulsan me khusi ke gul khila le

arz ke saye jami pe aaye, ishk ke badal husan pe chhaye

arz ke saye jami pe aaye, ishk ke badal husan pe chhaye

nasha ye halka halka, meri ankho se chhalka

nasha ye halka halka, meri ankho se chhalka

haya ka aanchal ab ye meri julfo pe dhalka

walla walla, walla walla

walla walla, walla walla

Explore this song