Roman script

are kya hu main

are kya hu main na fiza hu main na bahar hu

na main phul hu main na tare hu

kaun kaha mera kaun thikana payega 

kaun hai thikana

na fiza hu main na bahar hu

ruth gayi sab khushiya mujhse

ruth gaya sansar ruth gaya sansar

na main kisi ki aankh ka moti

na main kisi ki aankh ka moti

na kisi dil ka karar na kisi dil ka karar

na fiza hu main na bahar hu

raha na koi bedardi mera

aisi kismat soyi aisi kismat soyi

mujhpe roye aasu mere 

mujhpe roye aasu mere 

or na roye koi or na roye koi

na fiza hu main na bahar hu

na fiza hu main na bahar hu

Explore this song