Roman script

armaan armaan kuch to dil mein tadap ke hi reh gaye 

armaan kuch to dil mein tadap ke hi reh gaye 

bas aansu banke aankho mein aa aake beh gaye 

bas aansu banke aankho mein aa aake beh gaye 

hum bhul ke din bhi najro mein naa reh sake

wo dagebaaz mere kaleje me daga kar gaye

wo dagebaaz mere kaleje me daga kar gaye

armaan kuch to dil mein

auro ko jala ke o sanam khud bhi jaloge 

parwane jo shama ke kaano mein ga gaye

parwane jo shama ke kaano mein ga gaye

armaan kuch to dil mein tadap ke hi reh gaye 

armaan kuch to dil mein tadap ke hi reh gaye

Explore this song