Roman script

arman jagati hai tumhari najar

sapne dikhati hai tumhari najar

arman jagati hai tumhari najar

sapne dikhati hai tumhari najar

iski balaye kaho kyu na malu

iski balaye kaho kyu na malu

jina sikhati hai tumhari najar

arman jagati hai tumhari najar

dekhe se isko mukaddr jage

tumhari najar ko najar na lage

dekhe se isko mukaddr jage

tumhari najar ko najar na lage

dil ko lubati hai tumhari najar

dil ko lubati hai tumhari najar

jina sikhati hai tumhari najar

arman jagati hai tumhari najar

chahat ki duniya ke guljar se

mujhe dekhti hai bade pyar se

ho chahat ki duniya ke guljar se

mujhe dekhti hai bade pyar se

ulfat jatati hai tumhari najar

ulfat jatati hai tumhari najar

jina sikhati hai tumhari najar

arman jagati hai tumhari najar

Explore this song