Roman script
arman bhare arman bhare arman bhare dil ko mitti me mila dala mitti me mila dala apna hi chaman apna hi chaman hamne hatho se luta dala hatho se luta dala arman bhare kismat ki lakiro se, majbur hue aise haye majbur hue aise deepak ko mohabbat deepak ko mohabbat ki fuko se bujha dala funko se bujha dala kya maine bigada tha kya maine bigada tha dunia ka teri bhagwan o dunia ka teri bhagwan aashao ki dunia aashao ki dunia ko kyu tune mita dala kyu tune mita dala arman bhare kuch aisi hawa badli kuch aisi hawa badli pal bhar me jamane ki haye pal bhar me jamane ki ek zinda sahara banke
Song details
- Singer: Geeta Dutt
- Film / album: Toote Tare (1948)
- Composer: Shaukat Dehlvi Nashad
- Lyricist: Rafeeq Ajmeri
- Lyricist: Anjum Pilibhiti
- Actor: Shamim
- Actor: Kanhaiya Lal
- Actor: Mridula
- Actor: Kanchan Kumari
- Actor: Murad
- Actor: Harish
- Actor: Sheikh Mukhtar
Song video
lyricist: Rafeeq Ajmeri, Anjum Pilibhiti