Roman script

arman bhara dil

arman bhara dil baith gaya

ulfat ke sahare chut gaye

ulfat ke sahare chut gaye

aashaye chamakti thi jinse

aashaye chamakti thi jinse

wo chand sitare tut gaye

wo chand sitare tut gaye

arman bhara dil

kahne bhi na paye hal apna

kahne bhi na paye hal apna

aur chut gaya unka daman

aur chut gaya unka daman

kismat me bichadna likha tha

kismat me bichadna likha tha

milne ke sahare chut gaye

milne ke sahare chut gaye

arman bhara dil 

wo ruth gaye jag ruth gaya

wo ruth gaye jag ruth gaya

haye takdir bhi hamse ruth gayi

kis kis ko manaye hum aye dil

kis kis ko manaye hum aye dil

jab sare sahare tut gaye

jab sare sahare tut gaye

arman bhara dil

Explore this song