Roman script
arjun hai tu ye tera kuruxetra hai tera karm hi shastr hai rukna nahi badhata chal, badhata chal arjun hai tu ye tera kuruxetra hai tera karm hi shastr hai rukna nahi badhata chal, badhata chal dar ke jina nahi, sar jhukaana nahi mushkil hai mazil magar rukna nahi haar kar dar ke jina nahi, sar jhukaana nahi mushkil hai mazil magar rukna nahi haar kar tere aage pichhe hoga ye jaha yoddha hai tu ye tera kuruxetra hai tera karm hi shastr hai rukna nahi badhata chal, badhata chal shakti apani badha, kar ke tu kuchh dikha kal ki chinta na kar bas apna tu karm kar shakti apani badha, kar ke tu kuchh dikha kal ki chinta na kar bas apna tu karm kar gita kaa bhi yahi upadesh hai yugaadhar hai tu ye tera kuruxetra hai tera karm hi shastr hai rukna nahi badhata chal, badhata chal sach tere saath hai, jang ki rat hai hai aatmaa saarathi hai ye ghadi vaar ki sach tere saath hai, jang ki rat hai hai aatmaa saarathi hai ye ghadi vaar ki ho jaaye na dropadi kaa chiraharan krishna hai tu ye tera kuruxetra hai tera karm hi shastr hai rukna nahi badhata chal, badhata chal arjun hai tu ye tera kuruxetra hai tera karm hi shastr hai rukna nahi badhata chal, badhata chal yadaa yadaa hi dharmasya glaanirbhavati bhaarat abhyutthaanam dharmasya tadaatmaanam srijaamyaham paritranaay saadhunaam vinaashaay cha dushkritam dharm sasthaapanaarthaay sambhavaami yuge yuge
Song details
- Singer: Ravindra Sathe
- Film / album: Kurukshetra (2000)
- Composer: Himesh Reshammiya
- Lyricist: Sudhakar Sharma
- Actor: Sanjay Dutt
- Actor: Mahima Choudhary
- Actor: Om Puri
- Actor: Shivaji Satam
- Actor: Mukesh Rishi
- Actor: Sayaji Shinde
- Actor: Mahesh Anand
- Actor: Pramod Moutho
- Actor: Suman Ranganathan
- Actor: Salil Ankola
- Actor: Kashmira Shah
- Actor: Sukhwinder Singh
- Actor: Rakhi Sawant
- Actor: Radika Rana
- Actor: Rajat Sharma
Song video
actor: Sanjay Dutt, Mahima Chaudhary