Roman script

are zalim na tu hamse khafa hota 

to kya hota 

are zalim na tu hamse khafa hota 

to kya hota 

gale milke hamara ho gaya hota 

to kya hota 

nazar ke jaam pee lete

ghadi bhar ham bhi jee lete

nazar ke jaam 

nazar ke jaam pee lete

ghadi bhar ham bhi jee lete

ham bhi jee lete

jo ikarar mohabbat kar liya hota 

to kya hota 

are zalim na tu hamse khafa hota 

to kya hota 

tere kuchh bhi na kahne par

tujhi pe jaan dete hain 

jaan dete hain

agar kuchh muskurakar kah diya hota 

to kya hota 

gale milkar hamara ho gaya hota 

to kya hota 

rulakar mere ashqo ko tamasha dekhne wale

rulakar mere ashqo ko tamasha dekhne wale 

dekhne wale 

ye aasu teri palko se gira hota 

to kya hota 

are zalim na tu hamse khafa hota 

to kya hota 

gale milkar hamara ho gaya hota 

to kya hota

Explore this song