Roman script

are yaar meri tum bhi ho gajab, ghunghat toh jara odho

aha maano kaha ab tum ho jawan, meri jaan ladakpan chhod o

jab meri chunriya malmal ki, phir kyo na phiru jhalki-jhalki

koyi jo mujhko haath lagaayega, haath na uske aaungi

mai tere man ki laal pari hu re, man me tere ud jaaungi

tum pari toh jarur ho, par badi mashahur ho

jab meri chunriya malmal ki, phir kyo na phiru jhalki-jhalki

are yaar meri tum bhi ho gajab, ghunghat toh jara odho

aha maano kaha ab tum ho jawan, meri jaan ladakpan chhod o

dekh ke tarse laakh yeh bhawre, aur inhe tarsaaungi

teri gali ki ek kali hu, tere gale lag jaaungi

tum kali toh jarur ho, par badi mashahur ho

jab meri chunriya malmal ki, phir kyo na phiru jhalki-jhalki

are yaar meri tum bhi ho gajab, ghunghat toh jara odho

aha maano kaha ab tum ho jawan, meri jaan ladakpan chhod o

dal ke ghunghta rup ko apne aur nahi mai chhupaaungi

sundari ban ke teri balamva, aaj toh mai laharaaungi

sundari toh jarur ho, par badi mashahur ho

jab meri chunriya malmal ki, phir kyo na phiru jhalki-jhalki

are yaar meri tum bhi ho gajab, ghunghat toh jara odho

are maano kaha ab tum ho jawan, meri jaan ladakpan chhod o

Explore this song