Roman script

tajub hai are tajub hai are tajub hai

tune pyar nahi kiya nahi kabhi dil nahi diya nahi

to koi bosa nahi liya to tune kya kiya mere yaar

tera jeena hai bekar

are tajub hai are tajub hai tune pyar nahi kiya nahi

kabhi dil nahi diya nahi to koi bosa  nahi liya

to tune kya kiya mere yaar

tera jeena hai bekar are tajub hai

ya aisa yaar mere tere seene me dil hi nahi

ya aisa yaar mere tere seene me dil hi nahi

yaar fir naam ka mard hai tu is pyar ke tu kabil nahi

are tujhe kuch nahi hota nahi kabhi kuch nahi hota nahi

are kahi kuch nahi hota are nahi hota

tu hai lakdi ki talvar tera jeena hai bekar

tera jeena hai bekar

are tajub hai are tajub hai tune pyar nahi kiya nahi

kabhi dil nahi diya nahi to koi bosa  nahi liya

to tune kya kiya mere yaar tera jeena hai bekar are tajub hai

na tune kisi ko yaad kiya na kisi ne tera naam liya

na tune kisi ko yaad kiya na kisi ne tera naam liya

ho murkh insan jawani  se tune kya kaam liya

o koi bah marodi nahi koi chudi nahi todi nahi

tune jidh nahi choddi are nahi chodi

are chhe foot ki diwaar tera jeena hai bekar

are tajub hai are tajub hai tune pyar nahi kiya nahi

kabhi dil nahi diya nahi to koi bosa  nahi liya

to tune kya kiya mere yaar

tera jeena hai bekar are tajub hai

na tu kisi ka aashiq hai na teri koi mahbuba hai

na tu kisi ka aashiq hai na teri koi mahbuba hai

sath ajube duniya ke tu aathva ajuba hai

aisa aur hai koi nahi re mera jod hai koi nahi

mera tod hai koi nahi agar ho to mai hu taiyar

nahi to man le apni haar nahi to man le apni haar

nahi to man le apni haar nahi to man le apni haar

nahi to nahi to nahi to are tajub hai are tajub hai

Explore this song