Roman script

are re dil kho gaya dhundu kaha, dhundu kaha ae dilruba

ho gaya haye haye ye kya ho gaya

dekho apni rahi kya rakha is freb me dhokha bar bar ka 

kyo karte ho dhong pyar ka dil kho gaya

mushkil ki raat me rahta tha sath me 

mera dil bhola bhala dil tha kis baat pe nikala kyu hath se

toba kahi kuch ghotala dam bhar mai sapno me kho gaya 

itne me dil par ho gaya ye to dunia ka asul hai 

choti si bhul vo bhul hai dil kho gaya

dhundu kaha, dhundu kaha ae dilruba

haye haye ye kya ho gaya

gum hai din raat ka itni si baat ka

mera vo dil tha tumhara mera khayal hai meri misaj pe

dhar pe jhuka hai bechara mera bigada haal dekhiye

bahki bahki chaal dekhiye sisa le ke sakal dekhiye

mil jaye to akal dekhiye dil kho gaya

dhundu kaha, dhundu kaha ae dilruba

haye haye ye kya ho gaya

anjani raah par khud se vo bekhabar

firta tha aksar awara ale ale ale

vo nadan tha jag se anjan tha 

jata kaha besahara sayad usko sath mil gaya

chhup ke vo mumbai chal gaya

mumbai vo kis liye jaye ga kon usko actor banaye ga

dil kho gaya dhundu kaha, dhundu kaha ae dilruba

haye haye ye kya ho gaya haye haye ye kya ho gaya

dekho apni rahi kya rakha is freb me dhokha bar bar ka 

kyo karte ho dhong pyar ka dil kho gaya

Explore this song