Roman script

are pyar bhi nahi sharab bhi nahi pyar bhi nahi sharab bhi nahi

nagma bhi nahi sabab nahi sabse khafa aisa bhi kya 

aisa bhi kya aisa bhi kya yar mere tera jawab nahi

pyar bhi nahi sharab bhi nahi

mai to ye hairan hu jinda hu kisliye

are mai to ye hairan hu jinda hu kisliye

jioge maroge akele kya jite ho isliye

juli bhi nahi sahnad bhi nahi tara bhi nahi mahrab bhi nahi

sabse khafa aisa bhi kya aisa bhi kya aisa bhi kya

yar mere tera jawab nahi pyar bhi nahi sharab bhi nahi

gum hai koi tujhko to is mahfil me aa

gum hai koi tujhko to is mahfil me aa

iske siwa ilaz bhi nahi acha bhi nahi kharab bhi nahi

sabse khafa aisa bhi kya aisa bhi kya aisa bhi kya

yar mere tera jawab nahi pyar bhi nahi sharab bhi nahi

are lo ab to razi ho kahna bhi sun liya

are lo ab to razi ho kahna bhi sun liya

are jo nahi karna tha mujhko maine wo bhi kar diya

pyar bhi sahi sharab bhi sahi nagma bhi sahi sabab bhi sahi

are kya rasta dikhla diya are kya rasta dikhla diya

yar mere tera jawab nahi

Explore this song