Roman script

meri marzi mera dil jisko du tujhko kya

duniya wale jo bhi bole kehne do mujhko kya

main khullam khulla aaj ye izhar karta hu

main aadmi hu aadmi se pyar karta hu

yaar bina chain kaha re pyar bina 

chain kaha re sona nahi chandi nahi 

yaar to mila are pyaar kar le

yaar hume paisa nahi pyar chahiye

koi man chaaha dildaar chahiye

pyaar ko zamaana kamjor samjhe

aashiqo ko duniya ye chor samjhe

pyaar na rukega chahe war kar le

aayushmaan bhavah yaar bina chain kaha re

pyar bina chain kaha re sona nahi chandi nahi 

yaar to mila are pyar kar le

yaar bina chain kaha re

pyar bina chain kaha re

sona nahi chandi nahi yaar to mila

are pyaar kar le are pyar kar le

Explore this song