Roman script

photo grapher are photo grapher zaldi kar zaldi kar baba zaldi kar
zaldi kar bas der na kar der ka kar mujhe jana hai ghar
mai kab se hu tyar dil mera bekarar
muskil hai intzar samjhe o mistar kar kar kar
photo grapher zaldi kar zaldi kar bas der na kar
der ka kar mujhe jana hai ghar
mai kab se hu tyar dil mera bekarar
muskil hai intzar samjhe o mistar kar kar kar
photo grapher zaldi kar 
ye meri pahli taswir hai ya teri bhi ye pahli taswir hai
ye meri pahli taswir hai ya teri bhi ye pahli taswir hai
ched na is ghani julf ko diwane ye julf nahi ghani janjir hai
sari umar ki kaid se dar dar dar dar 
photographer are photographer 
zaldi kar zaldi kar baba zaldi kar
zaldi kar bas der na kar der na kar mujhe jana hai ghar
pahle to kursi pe bitha diya are kursi se sofe pe sula diya
pahle to kursi pe bitha diya are kursi se sofe pe sula diya
sofe se khidki me khidki se darwaje pe pahuch diya
bahar kabhi kabhi andar photo grapher zaldi kar 
zaldi kar bas der na kar der na kar mujhe jana hai ghar
mai kab se hu tyar dil mera bekarar
muskil hai intzar samjhe o mistar kar kar kar
photo grapher zaldi kar

Song details

Song video

Watch on YouTube