Roman script

arre na na na na na na tauba tauba

main na pyar karungi 

main na pyar karungi kabhi kisise tauba re balam tauba tauba

arre wah wah wah wah aisa kaisa hoga

tauba kayko karta

tauba kayko karta pyar se darta aisa re sanam kaisa hoga

dard-e-jigar se main weak hu bahut, karo aisa na julam

are ho jayenga fail abhi heart hamara tere sar ki kasam

chhi chhi chhi chhi chhi chhi, karo na aisi baat

dekho dekho dekho, chhodo ji mera hath

chhi chhi chhi chhi chhi chhi, karo na aisi baat

dekho dekho dekho, chhodo ji mera hath

arre wah wah wah wah aisa kaisa hoga

tauba kayko karta

tauba kayko karta pyar se darta aisa re sanam kaisa hoga

arre na na na na na na tauba tauba

main na pyar karungi 

main na pyar karungi kabhi kisise tauba re balam tauba tauba

tu jo kahe dharti me kuwa khod dalu, du yeh duniya ujad

tu jo kahe chadh jau lambe lambe ped, unche-unche ye pahad

richh ka tu ankal, bandar ka tu baap, mara baap

thoko nahi bandal, raho ji chup-chup

richh ka tu ankal, bandar ka tu baap, mara baap

thoko nahi bandal, raho ji chup-chup

arre wah wah wah wah aisa kaisa hoga

tauba kayko karta

tauba kayko karta pyar se darta aisa re sanam kaisa hoga

arre na na na na na na tauba tauba

main na pyar karungi 

main na pyar karungi kabhi kisise tauba re balam tauba tauba

sach kaho raat ko akele me dhadakta toh hoga tera dil

karta toh hoga tera man karu do-do batiya kisise hilmil

hu main koyi rogi, ajab teri baat

soti hu maje se main sari sari raat, mk

hu main koyi rogi, ajab teri baat

soti hu maje se main sari sari raat

arre wah wah wah wah aisa kaisa hoga

tauba kayko karta

tauba kayko karta pyar se darta aisa re sanam kaisa hoga

arre na na na na na na tauba tauba

main na pyar karungi 

main na pyar karungi kabhi kisise tauba re balam tauba tauba

arre wah wah wah wah aisa kaisa hoga

arre na na na na na na tauba tauba

arre wah wah wah wah, arre na na na na na na 

arre wah wah wah wah

Explore this song