Roman script

are main hun phuljhadi ho ho ho aankhe nashe se chdi 
ho jane ja jata kaha hai aashikana ghdi main hun teri phuljhadi 
ye mithi mithi nazar bajiya sanso main chlne lagi andhiya 
ye mithi mithi nazar bajiya sanso main chlne lagi andhiya 
nazro hi nazro mein dil mera lut ke 
abhi abhi aaye abhi chal diye ruth ke 
are aisi kya jaldi padi 
are main hun phuljhadi ho ho ho aankhe nashe se chdi 
ho jane ja jata kaha hai aashikana ghdi 
main hun teri phuljhadi
mana jmane mein bejhod ho aadat stane ki ye chod do 
mana jmane mein bejhod ho aadat stane ki ye chod do 
lakh bachaya fir bhi najar lad gyi 
ab to bapu teri hatho mai pad gyi 
ye pyar ki hathkdi 
are main hunphuljhadi ho ho ho aankhe nashe se chdi 
ho jane ja jata kaha hai aashikana ghdi 
main hun teri phuljhadi

Song details

Song video

Watch on YouTube