Roman script

barah sal terah salah chodah sal

pandarah sal solah sal gujra kaha

jab mai satrah sal ki hui gali gali kahne laga

gali gali kahne laga kya kya kya kya kya 

are launda badnam hua laundiya tere liye

are launda badnam hua laundiya tere liye

kaise ho bat meri band hai khidki teri

khol darwaja tera aaye jine ka maja

rat bhar khuli rakhi maine to dil khidki

tera hi pata na tha kaha tha tu hi bata rat bhar ghar ka tere 

maine to lagaya fera na to khidki hi dhikhi

na darwaja mila das baja gyarah baja

barah baja ek baja do bhi ghadi me baj gaya

ke nind aa gayi thi tabhi shor mach gaya

kya kya kya kya are launda badnam hua 

laundiya tere liye launda hua re badnam

laundiya tere liye

leke hi hatunga mai aaj ye dil tera

ek bar dil de de fir dekh meri ada

tu to bada chipku hai yu chipak jata hai

jaise ki lifafe pe gud lag jata hai

palko pe rakhunga aankho me rakhunga

janeman tujhko sada baho me rakhunga

janurary feberuray march april may

june july august september october

november december jane de

jab naya sal aaye tab tujhe dil dungi

tab ye kah dungi

laundyia mari gayi ho launde tere liye

launda  badnam hua  laundiya tere liye

laundyia mari gayi ho launde tere liye

launda hua re badnam laundiya tere liye

Explore this song