Roman script

are kar lo balma pyar mausam badhiya hai

are kar lo balma pyar mausam badhiya hai

haye baar baar na aaye jawani chidiya hai

are baar baar na aaye jawani chidiya hai

champa mehaki khili chameli

jiya bana matjogi 

champa mahaki khili chameli

jiya bana matjogi 

aise me mat rutho raaja ji 

badi badnaami hogi 

humri badi badnaami hogi 

piya ji jara haath thaam lo 

humaare saath ghum ghaam lo 

are dagabaaz ye umar badi gadbadiya hai 

are dagabaaz ye umar badi gadbadiya hai 

haye baar baar na aaye jawani chidiya hai

are baar baar na aaye jawani chidiya hai

patali re patali chunar pahan ke 

chaand ke tukade aaye 

patali re patali chunar pahan ke 

chaand ke tukade aaye

prem nagar me dekho sajana chikane mukhade aaye 

sajana chikane mukhade aaye

lachakti ye baanhe dekh lo, nashili ye nigaahe dekh lo 

are kholo ye kaahe man ki band kevadiya hai 

are kholo ye kaahe man ki band kevadiya hai

haye baar baar na aaye jawani chidiya hai

are baar baar na aaye jawani chidiya hai

are haye are haye haye

are haye haye, haye haye

maine ek paheli bhuji 

ha ek paheli bhuji

are wah wah wah 

are wah wah, wah wah

mujhe badi dur ki sujhi

wah wah wah 

are wah wah, wah wah

mujhe badi dur ki sujhi wo kya

rahegi nahi chatak matak ye

rahegi nahi tadak bhadak ye

ha rahegi nahi chatak matak ye

rahegi nahi tadak bhadak ye

ye aaj naveli naar kal ki budhiya hai 

ye aaj naveli naar kal ki budhiya hai 

ha  bhudiya hai ha bhudiya hai 

baar baar na aaye jawani chidiya hai

are baar baar na aaye jawani chidiya hai

kar lo balma pyar mausam badhiya hai

baar baar na aaye jawani chidiya hai

are baar baar na aaye jawani chidiya hai

Explore this song