Roman script

are dekh rahe hai, dekhne do, jal bhi rahe hai to jalne do

khuli sadak hai baaba to kya hua bhai, ha to ho jaaye

khullam-khulla pyar karenge ham dono

khullam-khulla pyar karenge ham dono

is duniya se nahi darenge ham dono

pyar ham karte hai chori nahi, mil gaye dil zora-zori nahi

ham vo karenge dil jo kahe hamko zamaane se kya

he dekh vo ishq chhup-chhup ke farma rahe hai

hai kya maza dil hi dil me to ghabra rahe hai

lagta hai dono padosi hai vo, rishta hi aisa hai jaane bhi do

ham vo karenge dil jo kahe hamko zamaane se kya

khullam-khulla pyar karenge ham dono

is duniya se nahi darenge ham dono

e sun zara ye bhi jodi hai kaisi niraali

hai saath kya pichhe laala chale aage laali

dono me shaayad banti na ho, apni tarah inme chhanti na ho

ham vo karenge dil jo kahe hamko zamaane se kya

are dhat, khullam-khulla pyar karenge ham dono

is duniya se nahi darenge ham dono

ai, bolo na pyar ka hai ye dushman zamaana

are sun, ha bata sabko milta nahi ye khazaana

jisko aji ye khazana mile, dekh-dekh unko ye duniya jale

ham vo karenge dil jo kahe hamko zamaane se kya

khullam-khulla pyar karenge ham dono

is duniya se nahi darenge ham dono

pyar ham karte hai chori nahi, mil gaye dil zora-zori nahi

ham vo karenge dil jo kahe hamko zamaane se kya

khullam-khulla pyar karenge ham dono

is duniya se nahi darenge ham dono

Explore this song