Roman script

are dekh li teri bambai roz musibat yaha nayi
are dekh li teri bambai roz musibat yaha nayi
pathar dil insan yaha jane mohabbat kaha gayi
jane mohabbat kaha gayi
are dekh li teri bambai roz musibat yaha nayi
jitne hai daulat wale yaha bambai hai jannat unke liye
saman hai dil bahlane ko majburo ki izzat unke liye
in izzat lutne walo ki in izzat lutne walo ki
jane izzat kaha gayi are jane izzat kaha gayi
are dekh li teri bambai roz musibat yaha nayi
pyar sabhi karte hai yaha par dil me kisi ke pyar nahi
bas wafa ki bate karte hai par koi kisi ka yar nahi 
bewafa hai kyu sab log yaha bewafa hai kyu sab log yaha
jane murabbat kaha gayi jane murabbat kaha gayi 
are dekh li teri bambai roz musibat yaha nayi 
pathar dil insan yaha jane mohabbat kaha gayi 
jane mohabbat kaha gayi
are dekh li teri bambai roz musibat yaha nayi

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Yogita Bali, Paintal