Roman script

are bhai shriman ji kaho meharban ji

are bhai shriman ji kaho meharban ji

ho gaye hum hairan ye kaise hai insan

mar jate hai karte karte jine ka saman

are bhai shriman ji

kadam kadam par naye tamashe log yaha dikhlate hai

are meharban ji

are bukhe insano ke samne kutte biscut khate hai

are shriman ji

ho gaye hum hairan ye kaise hai insan

mar jate hai karte karte jine ka saman

are bhai shrimanji

tilak lagakar fire lutere kon inke pahchanega

are meharban ji

are aaj meri ja lutne wala gurur inhi ko manega

are shriman ji

ho gaye hum hairan ye kaise hai insan

mar jate hai karte karte jine ka saman

are bhai shrimanji

are meharban ji

ho gaye hum hairan ye kaise hai insan

mar jate hai karte karte jine ka saman

are bhai shrimanji

Explore this song