Roman script

are bhago are daudo are dekho

ladki fisal gayi 

are bhago are daudo are dekho

ladki fisal gayi 

tarkib numbar char so bees kam kar gayi

pani me jawani me are aag lag gayi

tarkib numbar char so bees kam kar gayi

are bhago are daudo are dekho

jaldi se aye dosto 

phone karo police ko

jaldi se aye dosto 

phone karo police ko

sewa mukt karo inki tum na mango fees ko

aye gori gori pyari pyari surat badal gayi

tarkib numbar char so bees kam kar gayi

pani me jawani me are aag lag gayi

tarkib numbar char so bees kam kar gayi

itna kyu itrate ho ye kuch aisa kam nahi

iska badla mai na lu to mera bhi nam nahi

iska badla mai na lu to mera bhi nam nahi

fir na kahna o tauba mai kya chal chal gayi

tarkib numbar char so bees 

char so bees kam kar gayi

pani me jawani me are aag lag gayi

tarkib numbar char so bees kam kar gayi

tum to karke dekhogi hamne to kar dala hai

tum to karke dekhogi hamne to kar dala hai

hath pakad mai dekhu to tu kaisa dilwala hai

are bhago are daudo

pinjare se bulbul bahar nikal gayi

tarkib numbar char so bees kam kar gayi

tarkib numbar char so bees kam kar gayi

Explore this song