Roman script

kan kan koi kanak koi bhanak kano kaan diya

dhan dhan ye ho dhanak ye jo khanak dhara chhan liya

kan kan koi kanak koi bhanak kano kaan diya

dhan dhan ye ho dhanak ye jo khanak dhara chhan liya

are aao na tumbbad jogna hai tumhe re

are aao na tumbbad bhogna hai tumhe re

dhan dhan megh garje deh fir bhi jale jwal jiya

kshan kshan man ko bhed tan ko vedh sab uchhal diya

kabhi kabhi dikhe kabhi chhupe wo kaal sa

kabhi kabhi hanse kabhi kase ek jaal sa

tuk tuk take kabhi jake koi laal sa

mud mud maare tan taade vo akaal sa

sadiyo se aisa hai ye bhukha re

sadiyo se aisa rukha sukha re

khata jaye kaankad patthar aata ye

pita jaye bhishan bhado pyasa ye

pag pag me lage kaan bhed bhan dhakadhakaye jiya

tam tam yam saman kanpe pran hakbakaye hiya

are aao na tumbbad jogna hai tumhe re

are aao na tumbbad bhogna hai tumhe re

dhan dhan megh garje

deh fir bhi jale jwal jiya kshan kshan manko bhed

tan ko vedh sab uchhal diya ban ban fira sarfira

kahi baat me din kahi lada kahi gira kisi raat me

jo na tha likha wo likha khud hath me

kahi na rama ab thama man thaath me

jo bhi din gaya wo to kala tha

aane wale me bhi kya ujala tha

ujali thi to meri vasana usi se dhuli meri aatma

dar dar ghum ghaam dhul chhan swarn khan liya

cham cham aan baan raag taan maine than liya

are aao na tumbbad jogna hai tumhe re

are aao na tumbbad bhogna hai tumhe re

Explore this song