Roman script

apni nazar me koi jachta nahi jach gaya to phir bachta nahi

apni nazar me koi jachta nahi jach gaya to phir bachta nahi

o mai thamthi nahi aise hi har kisi mard ka hath

thamu to chodu nahi zindagi me sath

sara shehar meri karta hai bat kahar hu mai

o mai dalti nahi ache se ache naujawano par nazar

dalu nazar to bana lu dil me ghar

zindagi bhar mera jaye na asar zahar hu mai

apni nazar me koi jachta nahi jach gaya to phir bachta nahi

apni nazar me koi jachta nahi jach gaya to phir bachta nahi

o idhar aaye jo hai hasino me bahut mashur

jinko ho apni jawani ka sarur

chutki me unka garur kar du chur kaha hai wo 

ho jo katil hai dilo ka todna ho jiska kam

mujhko bata do kisi aise ka naam

kar dungi pal me kam tamam yaki kar lo

apni nazar me koi jachta nahi jach gaya to phir bachta nahi

apni nazar me koi jachta nahi jach gaya to phir bachta nal

Explore this song