Roman script
apni mohabat kabhi kam na ho chahe jaha bhi sanam tum raho apni mohabat kabhi kam na ho chahe jaha bhi sanam tum raho apni wafa sach hai agar milke rahenge sanam apni mohabbat kabhi kam na ho chahe jaha bhi sanam tum raho apni wafa sach hai agar milke rahenge sanam aaja sanam aaja, aaja sanam aaja hum hai yaha tum ho waha dil to mile hai magar rutha hai rab gum hai yahi kismat ne badli nazar hum hai yaha tum ho waha dil to mile hai magar rutha hai rab gum hai yahi kismat ne badli nazar hamara milan hoga sada saanso me jab tak hai dam apni mohabbat kabhi kam na ho chahe jaha bhi sanam tum raho apni wafaa sach hai agar milke rahenge sanam aaja sanam aaja, aaja sanam aaja hum kyu dare duniya ne jo pehre bhithaye yaha roke kadam dilwalo ke janjir aisi kaha hum kyu dare duniya ne jo pehre bhithaye yaha roke kadam dilwalo ke janjir aisi kaha takrayenge duniya se hum ab na sahenge sitam apni mohabbat kabhi kam na ho chahe jaha bhi sanam tum raho apni wafa sach hai agar milke rahenge sanam aaja sanam aaja, aaja sanam aaja aaja sanam aaja, aaja sanam aaja
Song details
- Singer: Pankaj Udhas
- Singer: Anuradha Paudwal
- Film / album: Aaja Sanam (1994)
- Composer: Arun Paudwal
- Lyricist: Faiz Anwar
- Actor: Avinash Wadhavan
- Actor: Chandni
- Actor: Sabeeha
- Actor: Tanuja
- Actor: Anupam Kher
Song video
singer: Pankaj Udhas, Anuradha Paudwal