Roman script

apni kismat ki shikayat

ya tera shikwa kare

a bhulne wale bata tu hi ke

ab hum kya kare

jab ye nigahe tujhko na paye

aankho me aansu kaise na aaye

jab ye nigahe

itna bata de o yaad aane wale

o yaad aane wale

bite huye din kaise bhulaye

aankho me aansu kaise na aaye

jab ye nigahe

kya hai yahi insaaf-e-mohabbat

insaaf-e-mohabbat

duniya hanse hum aansu bahaye

aankho me aansu kaise na aaye

jab ye nigahe

Explore this song