Roman script

apni kamai pyar ki

apni kamai pyar ki

na karja na hundi

sidha sadha mujhko samjho

ya kaho pakhadi ae bhai

apni kamai pyar ki

na karja na hundi

sidha sadha mujhko samjho

ya kaho pakhadi

dus dus ke do ya 

do do ke das

apne liye hai bas bhai bas

dus dus ke do ya 

do do ke das

apne liye hai bas bhai bas

dus dus ke do note ka parcha

kafi hai din bar ka kharcha

dus dus ke do note ka parcha

kafi hai din bar ka kharcha

paas rupiya bees hai 

to mujhsa kaun rahees hai

to mujhsa kaun rahees hai

na mai kisi ki jeb katu 

na kahi maru dandi

sidha sadha mujhko samjho

ya kaho pakhadi ae bhai 

breakfast ka panch rupiya

dus hai apne lunch ka bhaiya

breakfast ka panch rupiya

dus hai apne lunch ka bhaiya

panch bache has khel ke

bhai wo hai bus aur rail ke

wo hai bus aur rail ke

agle station ko chalu 

phir dikhla ke jhandi

sidha sadha mujhko samjho

ya kaho pakhadi ee bhai

apni kamai pyar ki

jab ye rakam chuk muk jati hai 

sham isi me ho jati hai

jab ye rakam chuk muk jati hai 

sham isi me ho jati hai

phir kya gam hai sham ke baad

terva number hai aabad

terva number hai aabad

waha dinner ke sath milegi

chhao bhi thandi thandi

sidha sadha mujhko samjho

ya kaho pakhadi 

sidha sadha mujhko samjho

ya kaho pakhadi ae bhai

Explore this song