Roman script

apni gazalo me, tera husn sunau aaja

apni gazalo me, tera husn sunau aaja

aaj main yaar tujhe, dil me basu aaja, aaja

apni gazalo me, tera husn sunau aaja, aaja

bin kiye baat tujhe, baat suna kar dil ki

teri aankho me, haya rang sajau aaja

apni gazalo me, tera husn sunau aaja, aaja

anchhuye hoth tere, ek kali chhukar

anchhuye hoth tere, ek kali chhukar

usko mafhun nazakat se, milau aaja, aaja

apni gazalo me, tera husn sunau aaja, aaja

maine mana ke tu saaki hai, main maikash tera

aaj tu pee man jam pilau aaja

apni gazalo me, tera husn sunau aaja, aaja

peer waris ki sunau main, tujhe shaam dhale

tujh me soye hue, jazbo ko jagau aaja, aaja

apni gazalo me, tera husn sunau aaja, aaja

ae mere sine me, har baar dhadakti khusbu

aa mere dil me tujhe, tujse milau aaja

aaj main yaar tujhe, dil me basu aaja, aaja

apni gazalo me, tera husn sunau aaja, aaja

apni gazalo me, tera husn sunau aaja, aaja

Explore this song