Roman script

are apni gaadi chalti hai

kya kya rang badalti hai

are unchi nichi raaho se

o bachke kya nikalti hai

yaaro ke yaar hum, dosti hai dharam

yaaro ke yaar hum, dosti hai dharam

are apni gaadi chalti hai

kya kya rang badalti hai

o kaahe ki fikar humko

allah miya hi soche

koshish hai kaam apna

baaki hai ram bharose

o o kaahe ki fikar humko

are allah miya hi soche

koshish hai kaam apna

baaki hai ram bharose

gaaye ja ek hi dhun

paap kya, kya hai punay

are dhandhe sabke juda juda

bhayi dene wala wahi khuda

yaaro ke yaar hum, dosti hai dharam

yaaro ke yaar hum, dosti hai dharam

are apni gaadi chalti hai

kya kya rang badalti hai

o aansa hai janam lena

mushkil bada hai jeena

jeene ke naam pe kya

bahta hai khun pasina

jeena hai chaar din

har ghadi saans gin

are hum na jane bhala bura

are dene wala wahi khuda

yaaro ke yaar hum, dosti hai dharam

yaaro ke yaar hum, dosti hai dharam

hey apni gaadi chalti hai

are kya kya rang badalti hai

are mehnat to bahut ki hai

lekin mili na roti

are ha karte hai aish ab to

itni thi baat chhoti

are mehnat to bahut ki hai

lekin mili na roti

o karte hai aish ab to

itni thi baat chhoti

aajkal shor hai

har jagah shor hai

are jo bhi chaha wahi liya

bhayi dene wala wahi khuda

yaaro ke yaar hum, dosti hai dharam

yaaro ke yaar hum, dosti hai dharam

are apni gaadi chalti hai

are kya kya rang badalti hai

hey unchi nichi raaho se

are bachke kya nikalti hai

yaaro ke yaar hum, dosti hai dharam

Explore this song