Roman script
apni khatir jina hai apni khatir marna hai hone do jo hota hai apne ko kya karna hai apni khatir jina hai apni khatir marna hai hone do jo hota hai apne ko kya karna hai jinko jag ki chinta hai wo jag ka dukh jhelenge ham sadko par nachenge phootpatho par khelenge jinko jag ki chinta hai wo jag ka dukh jhelenge ham sadko par nachenge phootpatho par khelenge unko ahe bharne do jinko ahe bharna hai apni khatir jina hai apni khatir marna hai hone do jo hota hai apne ko kya karna hai apni khatir jina hai apni khatir marna hai hone do jo hota hai apne ko kya karna hai pyar ki bhiksha mangi to logo ne dutkar diya akhir hamne dunia ko but ki nok se mar diya pyar ki bhiksha mangi to logo ne dutkar diya akhir hamne dunia ko but ki nok se mar diya yuhi umar gujarna thi yuhi umar gujarna hai apni khatir jina hai apni khatir marna hai hone do jo hota hai apne ko kya karna hai apni khatir jina hai apni khatir marna hai hone do jo hota hai apne ko kya karna hai apne jaise befikare or nahi si basti me dunia gum me dubi hai hum dube hai masti me kya samjhe mere bhai apne jaise befikare or nahi si basti me dunia gum me dubi hai hum dube hai masti me jina hai to jina hai marna hai to marna hai apni khatir jina hai apni khatir marna hai hone do jo hota hai apne ko kya karna hai apni khatir jina hai apni khatir marna hai hone do jo hota hai apne ko kya karna hai
Song details
- Singer: Sudha Malhotra
- Singer: Mahendra Kapoor
- Film / album: Dhool Ka Phool (1959)
- Composer: N Datta
- Lyricist: Sahir Ludhianvi
- Actor: Rajendra Kumar
- Actor: Mala Sinha
- Actor: Nanda
- Actor: Ashok Kumar
- Actor: Manmohan Krishan
- Actor: Leela Chitnis
- Actor: Nissar
- Actor: Sushil Kumar
- Actor: Man Mohan
- Actor: Daisy Irani
- Actor: Mehmood
- Actor: Mohan Choti
- Actor: R P Kapoor
- Actor: Amir Bano
- Actor: Jagdish Raaj
- Actor: Uma Dutt
- Actor: Ravikant
- Actor: Narbada Shankar
- Actor: Yasmeen Khan
- Actor: Ramchandra
- Actor: Nandini
- Actor: Munni Bai
Song video
singer: Sudha Malhotra, Mahendra Kapoor