Roman script

Apne Hatho Se Hi Apne Dil Ke Tukde Kar Diye
kal humare ghar mein wo mehmaan benkar aaye the 
kal inhi aankho mein wo aarmaan aaye the 
aj inhi aankhon mein humne khud hi aashu bhar diye 
khud hi aashu bhar diye 
Apne Hatho Se Hi Apne Dil Ke Tukde Kar Diye
phir se ab band ho jaye mohbbat jo thi 
ghar ke darwajo par palatta mohabbat jo thi 
phir aankhon band kr lo phiza aa chuki hai 
sab kuch chaha wo dil ki roshani ja chuki hain 
sab kuch chaha wo dil ki roshani ja chuki hain 
suno uski yaad mein dil ke tukde kar diye
Apne Hatho Se Hi Apne Dil Ke Tukde Kar Diye

Song details

Song video

Watch on YouTube