Roman script

apne apne miya pe sab ko bada naaaz hai

apne apne miya pe sab ko bada naaaz hai

apne apne miya pe sab ko bada naaaz hai

aji puch lo kisi ye khulm khula raaz hai

apne apne miya pe sab ko bada naaaz hai

jiska miya ganja vo dete hai hawale

ganje sir vale hote hai paise vale hote hai paise vale

ganja hai to kya hai vo mere sir ka taj hai

ganja hai to kya hai vo mere sir ka taj hai

apne apne miya pe sab ko bada naaaz hai

jiska miya budha vo bole tum kya jano

vo bole tum kya jano

budhe ka tajurba hota nojawano

budhe ka tajurba hota nojawano

aage kuch na pucho ke aati mohe laaj hai

aage kuch na pucho ke aati mohe laaj hai

apne apne miya pe sab ko bada naaaz hai

jiska miya bahanga are jiska miya bahanga

vo gati hai ye gana vo gati hai ye gana 

kahi pe nigahe kahi pe nisana

kahi pe nigahe kahi pe nisana

kahi pe nigahe kahi pe nisana

jis pe mar mitti mai yahi vo andaz hai

apne apne miya pe sab ko bada naaaz hai

jiska miya kala vo kale ke gun gaye

vo kale ke gun gaye

mera kala daftar se sida ghar aaye

ha sida ghar aaye

gora ruke raste me bada dhokhe baaz hai

bada dhokhe baaz hai

apne apne miya pe sab ko bada naaaz hai

jiska miya vo aage sab piche

vo aage sab piche chad jaye chat pe utare na niche

utare na niche

lambu ka jamana hai lambe ka riwaz hai

lambu ka jamana hai lambe ka riwaz hai

apne apne miya pe sab ko bada naaaz hai

apne apne miya pe sab ko bada naaaz hai

apne apne miya pe sab ko bada naaaz hai

aji puch lo kisi ye khulm khula raaz hai

apne apne miya pe sab ko bada naaaz hai

Explore this song