Roman script

kaun bola mujhse naa ho payega

kaun bola kaun bola apna time aayega

uth ja apni raakh se tu ud ja ab talaash mein

parwaz dekh parwane ki aasman bhi sar uthayega

aayega apna time aayega mere jaisa shana lala

tujhe na mil payega ye shabdo ka jwala

meri bediya pighlaayega jitna tune boya hai

tu utna hi toh khayega aisa mera khwaab hai

jo dar ko bhi satayega zinda mera khwab

ab kaise tu dafnayega

ab hausle se jeene de ab khauf nahi hai seene mein

har raaste ko cheerenge hum kaamyabi cheenenge

sab kuch mila paseene se matlab bana ab jeene mein

kyu kyunki apna time aayega

tu nanga hi to aaya hai kya ghanta lekar jaayega

apna time aayega apna time aayega

apna time aayega tu nanga hi to aaya hai

kya ghanta lekar jaayega apna time aayega

apna time aayega apna time aayega

tu nanga hi toh aaya hai kya ghanta lekar

kisi ka haath nahi tha sar par

yaha par aaya khudki mehnat se main

jitni taakat kismat mein nahi utni rehmat mein hai

phir bhi ladka sehmat nahi hai kyunki hairat nahi hai

zaroorat yaha marzi ki aur zurrat ki hai

taakat ki hai aafat ki himaakat ki ibadat ki

adaalat ye hai chaahat ki

mohabbat ki amaanat ki jeetne ki ab aadat ki

ye shohrat ki ab laalach nahi hai

tere bhai jaisa koi hard ich nahi hai hard hard hard

is harkat ne hi barkat di hai kyu

kyunki apna time aayega tu nanga hi to aaya hai

kya ghanta lekar jaayega apna time aayega

apna time aayega apna time aayega

tu nanga hi toh aaya hai kya ghanta lekar

apna time aayega apna time aayega

apna time aayega tu nanga hi to aaya hai

kal nanga hi to aaya tha kya tu ghanta lekar jayega

apna time aayega apna time aayega

Explore this song