Roman script

apna nahi hai koi haye apna nahi hai koi

apna kise banau apna nahi hai koi

haye apna nahi hai koi

apna kise banau tu phul hai paraya

kyo tujhse dil lagaya

dil se lipat kar rona

ujadi hui jawani ujadi hui jawani

dil se lipat kar rona ujadi hui jawani

ujadi hui jawani jab gum bhari kahani

jab gum bhari kahani taro ko main sunau

taro ko main sunau apna nahi hai koi 

haye apna nahi hai koi apna kise banau

tu phul hai paraya kya tujhse dil lagaya

majbur ho gayi hu dil manta nahi hai

dil manta nahi hai majbur ho gayi hu

dil manta nahi hai dil manta nahi hai

ho yaad aane wale kaise tujhe bulau

kaise tujhe bulau jab gum bhari kahani

jab gum bhari kahani taro ko mai sunau

taro ko mai sunau apna nahi hai koi

haye apna nahi hai koi apna kise banau

tu phul hai paraya kyo tujhse dil lagaya

Explore this song