Roman script

apna kaun paraya kaun 
apna kaun paraya kaun
apno ne vanvaas diya 
apno ne vanvaas diya
shri ram ko sarju paar 
aur banaya tha jo khevat
ban gaya hatho ki patwar
koi man mein reh ke man ke
sau sau tukde kar jaaye 
koi man se door ho phir bhi
yeh man sukh se bhar jaye
aaj hai kyu ye manmah
apna kaun paraya kaun

Song details

Song video

Watch on YouTube