Roman script

apna hai raj phir kahe ka raja raja ka hamne baja diya baja

raja ko mil gaya aaj maharaja raja ka hamne baja diya baja

cham cham nach uthe hum bandhan tut gaye

tut gayi janjire sari  hum bhi chut gaye

cham cham nach uthe hu bandhan tut gaye

tut gayi janjire sari hum bhi chut gaye

sar pe pada jab janta ka danda raja ka gussa ho gaya thanda 

tuta mahal rah gaya darwaja raja ka hamne baja diya baja

raja ko mil gaya aaj maharaja raja ka hamne baja diya baja

apna hai raz phir kahe ka raja raja ka hamne baja diya baja

humne bahut ki teri gulami barso di hamne tujhko salami

wo din gaye ab tu bhi chala ja raja ka hamne baja diya baja

raja ko mil gaya aaj maharaja raja ka hamne baja diya baja

apna hai raz phir kahe ka raja raja ka hamne baja diya baja

denge tujhe hum sare duaye tu leke aaya thandi hawaye

banke tu badal basti pe chha ja raja ka hamne baja diya baja

pahle watan uske bad sab hai kaisi gulami sab azad hai

logo suno ye khabar ek raja ka hamne baja diya baja

raja ko mil gaya aaj maharaja raja ka hamne baja diya baja

apna hai raz phir kahe ka raja raja ka hamne baja diya baja

Explore this song