Roman script

apna ghar hai swarg se sundar apna ghar hai swarg se sundar

arey swarg me kaha se aaye mchhar

haye ye mchhar swarg me kaha se aaye mchhar

arey mchhar bhi aashiq hai 

tum par kya karu, haye mai kya karu

haye mai kya karu, haye mai kya karu

apna ghar hai swarg se sundar

par kat raha hai mujhko bistar achha

ye bistar, kaat raha hai mujhko bistar

arey bistar bhi aashiq hai 

tum par kya karu, haye mai kya karu

haye mai kya karu, haye mai kya karu

apna ghar hai swarg se sundar

shadi se pehle ki rate bhul gaye tum sari bate

shadi se pehle ki rate bhul gaye tum sari bate

arey, nayi mohabbat nayi jawani arey nayi mohabbat, nayi jawani

ho gayi ab har chij purani ho gayi ab har chij purani

yaad wo din aate hai aksar kya karu

haye mai kya karu, haye mai kya karu

haye mai kya karu apna ghar hai swarg se sundar

pyar me ye gusa achha hai par bich me ye tkiya kyu rkha hai

pyar me ye gusa achha hai par bich me ye tkiya kyu rkha hai

bat hai lambi rat hai thodi kisne bnayi thi ye jodi

mai hu shisha tum ho pathar kya karu

haye mai kya karu, haye mai kya karu

haye mai kya karu, apna ghar hai swarg se sundar

jo hota hai wo hone do jo hota hai wo hone do

mujhko thoda sa sone do ghar aate hi aa gayi nindiya

kahe lgayi maine bindiya ghar aate hi aa gayi nindiya

kahe lgayi maine bindiya

baithi rah gayi mai sajdaj kar kya karu

haye mai kya karu, haye mai kya karu

haye mai kya karu, haye mai kya karu

apna ghar hai swarg se sundar

swarg me kaha se aaye mchhar ye mchhar 

swarg me kaha se aaye mchhar

arey mchhar bhi aashiq hai 

tum par kya karu, haye mai kya karu

haye mai kya karu, haye mai kya karu

apna ghar hai swarg se sundar

Explore this song