Roman script
apna banana hai, tujhe sine se lagana hai aake teri baahon mein, mujhe mar jaana hai apna banana hai, tujhe sine se lagana hai aake teri baahon mein, mujhe mar jaana hai apna banana hai, tujhe sine se lagana hai jab jab main dekho tera chehra o mere yaar badhta hai dil mein mere saajan tera pyaar tune mohabbat se mera dil bhar diya apna banane wale tera shukriya dil mera kehta hai sun mere piya pyaar ke rishte ko milke nibhana hai aray apna banana hai, tujhe sine se lagana hai aake teri baahon mein, mujhe mar jaana hai apna banana hai, tujhe sine se lagana hai chahat mein teri dil ye mera kho gaya samjha tha apna par ye tera ho gaya yaara mohabbat ki anokhi rit hai jo dil ko haare baas usi ki jit hai tu hi mera pyaar hai tu mit hai aashiqui me hum ko sanam had se guzar jana hai apna banana hai, tujhe sine se lagana hai aake teri baahon mein, mujhe mar jaana hai aray apna banana hai, tujhe sine se lagana hai aake teri baahon mein, mujhe mar jaana hai apna banana hai, tujhe sine se lagana hai
Song details
- Singer: Udit Narayan
- Singer: Anuradha Paudwal
- Film / album: Rishtey (2002)
- Composer: Sanjeev Darshan
- Lyricist: Abbas Katka
- Actor: Anil Kapoor
- Actor: Karisma Kapoor
- Actor: Shilpa Shetty
- Actor: Amrish Puri
- Actor: Deepshikha
- Actor: Sadashiv Amrapurkar
- Actor: Sharat Saxena
- Actor: Alok Nath
- Actor: Vishwajeet Pradhan
- Actor: Achyut Potdar
- Actor: Jagdeep
- Actor: Master Jibraan Khan
- Actor: Tiku Talsania
- Actor: Adi Irani
- Actor: Renuka Irani
- Actor: Arjun
- Actor: Anjan Srivastava
- Actor: Aroon Bakshi
singer: Udit Narayan, Anuradha Paudwal
actor: Anil Kapoor, Karishma Kapoor