Roman script
na ja na ja na ja re na ja na ja na ja na ja re na ja apna bana ke sapna dikha ke apna bana ke sapna dikha ke dil me sama ke kyu chal diya na ja na ja na ja apna bana ke sapna dikha ke dil me sama ke kyu chal diya har mod har dagar se tujhko sadyae di hai har mod har dagar se tujhko sadyae di hai mujhko vafa ki kaisi tune sajaaye di hai tere bin jivan jalti hui chita re apna bana ke sapna dikha ke dil me sama ke kyu chal diya ashko ka vasta hai o mere pyar ajaa ashko ka vasta hai o mere pyar ajaa bechain karne waale lekar karar aaja bewafa na bujha dil ka mere diya re apna bana ke sapna dikha ke dil me sama ke kyu chal diya na ja re na ja na ja na ja na ja na ja
Song details
- Singer: Anuradha Paudwal
- Film / album: Shankara (1991)
- Composer: Laxmikant Pyarelal
- Lyricist: Hasan Kamal
- Actor: Sunny Deol
- Actor: Neelam Kothari
- Actor: Kiran Kumar
- Actor: Paresh Rawal
- Actor: Shakti Kapoor
- Actor: Rajesh Puri
- Actor: Sulbha Deshpande
- Actor: Praveen Kumar
- Actor: Sushma Seth
- Actor: Rajender Nath
Song video
actor: Sunny Deol, Neelam Kothari