Roman script

ankho me anjane rehte manzar kai
sine me chubhti hain koyi bebasi nai
yado me saji kuchh bate ankahi
inn bato me kahi khoyi hain jindgi
ho ho ho ho ankho me anjane rehte manjar kai
sine me chubhti hain koyi bebasi nai
dil bhule nahi kyo bite pal 
koyi yaha kare bhi toh kya
tute hain arman sapne bhi 
kaise inhe sanwaru mai
yado me saji kuchh bate ankahi 
inn bato me kahi khoyi hai jindgi
ho ho ho ho ankho me anjane rehte manjar kai
sine me chubhti hain koyi bebasi nai
kya jindgi hain puchho naa 
leti sada naye intehan
yeh ishq bhi hain ek saja 
kaise tujhe batau mai
oh ho yado me saji kuchh bate ankahi
inn bato me kahi khoi hain jindgi
ho ho ho ho ankho me anjane rehte manjar kai
sine me chubhti hain koyi bebasi nai
ankho me anjane rehte manjar kai
sine me chubhti hain koyi bebasi nai
sine me chubhti hain koyi bebasi nai

Song details

Song video

Watch on YouTube