Roman script

aankhon ko visa nahi lagta 

sapno ki sarhad koi nahi 

band aankhon se roz sarhad 

paar chala jata hun milne 

mehadi hasan se 

sunta hun unki aawaz ko 

chot lagi hain 

aur gazal khamosh hain samne baithi hui 

kaanp rahe hain hoth gazal ke 

phir bhi un aankhon la lahja badla nahi 

phir bhi un aankhon la lahja badla nahi 

yaar faraz bhi bichhad gaye hain 

shayad mile wo khwaabon mein 

band aankhon se aksar sarhad paar 

chala jata hun main 

aankhon ko vija nahi lagta 

sapno ki sarhad koi nahi

Explore this song