Roman script

ankhiyo ne ankhiyo se milke 

ankhiyo ne ankhiyo se milke 

kar liye saude dil ke

o rabbaa din aae mushkil ke

o rabbaa din aae mushkil ke

ankhiyo ne ankhiyo se milke 

kar liye saude dil ke

o rabbaa din aae mushkil ke

o rabbaa din aae mushkil ke

yu pyaar kaa mausam lahraya 

ik pardesi bhavraa aaya

ik pardesi bhavraa aaya

agadaai kali ne li khil ke

o rabbaa din aae mushkil ke

o rabbaa din aae mushkil ke

pahali nazar me jaa nikli 

na naa nikli na haa nikli

na naa nikli na haa nikli

bas rah gaye sharm se lab sil ke

o rabbaa din aae mushkil ke

o rabbaa din aae mushkil ke

ye ishq to hukm khudaa kaa hai 

kuchh maangu waqt duaa kaa hai 

kuchh maangu waqt duaa kaa hai 

ai kaash na bichhade ham mil ke

o rabbaa din aae mushkil ke

o rabbaa din aae mushkil ke

ankhiyo ne ankhiyo se milke 

ankhiyo ne ankhiyo se milke 

kar liye saude dil ke

o rabbaa din aae mushkil ke

o rabbaa din aae mushkil ke

o rabbaa din aae mushkil ke

o rabbaa din aae mushkil ke

Explore this song