Roman script

ankhiyo me sapne hai

sapno me saajan hai

saajan bina kaisa sawan

ankhiyo me sapne hai

sapno me saajan hai

saajan bina kaisa sawan

o saajan o saajan

tere bina suna suna man ka aangan

ankhiyo me sapne hai

sapno me saajan hai

saajan bina kaisa sawan

bhigi bhigi si hai shokh tanhaiya

khushbuo me nahayi hai purwaiya

ye meri aarzu ab tere naam hai

bas tujhe chahna ab mera kaam hai

maine tere liye gul ye chune

maine tere liye hai sapne bune

tere liye betab hai dhadkane

ankhiyo me sapne hai

sapno me saajan hai

saajan bina kaisa sawan

surmayi sham ho, teri yaado ke sang

shabnami ho subah, tere vaado ke sang

ab tere vaaste zindagi hai meri

pyar karna tujhe bandgi hai meri

meri payal chhan chhan dolti

meri chudi khan khan bolti

ek baar to aaja samne

ankhiyo me sapne hai

sapno me saajan hai

saajan bina kaisa sawan

o saajan o saajan

tere bina suna suna man ka aangan

ankhiyo me sapne hai

sapno me saajan hai

saajan bina kaisa sawan

ankhiyo me sapne hai

sapno me saajan hai

saajan bina kaisa sawan

ho saajan bina kaisa sawan

ho saajan bina kaisa sawan

Explore this song