Roman script

yun hi nahi yeh dil kisipe aata hai

rishta nahi bewajah yun hi jud jaata hai

akhiyaan lada ja, baahon mein aa ja

yeh pal chura ja, mujhamein sama ja

yun hi nahi yeh dil kisipe aata hai

haan rishta nahi bewajah yun hi jud jaata hai

akhiyaan lada ja, baahon mein aa ja

yeh pal chura ja, mujhamein sama ja

yeh dil le ja sanam

akhiyaan lada ja ho, baahon mein aa ja ho

yeh pal chura ja ho, mujhamein sama ja ho

yeh dil le ja sanam

pehlu mein sametake, chehare pe julfein bikhara du

main jism ki khushabu se saanson ki bagiya mehka du

chhuke tujhe jaanam aaja jara behaka du

dekha na ho tune woh rang chhalaka du

akhiyaan lada ja hmm, baahon mein aa ja haan

yeh pal chura ja hmm, mujhamein sama ja hmm

yeh dil le ja sanam

kabhi kabhi toh aisa rumaani mausam aata hai

maja na le jo isaka baad mein woh pachhataata hai

yeh dilnashi aalam, bada tadpaata hai

yeh pyaar ka dhaaga kareeb laata hai

akhiyaan lada ja haan, baahon mein aa ja haan

yeh pal chura ja haan, mujhamein sama ja haan

yeh dil le ja sanam

akhiyaan lada ja haay, baahon mein aa ja haan

yeh pal chura ja, mujhamein sama ja haan

akhiyaan lada ja haay, baahon mein aa ja haan

yeh pal chura ja, mujhamein sama ja haan

Explore this song