Roman script

aankhe dhund rahi hain, neende ruth gayi hain 

aansu andekhe the, pal me wo chhut diye hain 

teri yaad is kadar aa gayi 

teri ore is tarah le chali 

kya kahe kya se kya ho gaye 

khud se hi khud kahin kho gaye 

shaam ho chuki hain, hansil ho na saka hain 

pahle bhi ye kami thi, par aise na dil pe lagi thi

jane kyu jane kyu jane kyu 

teri ore is tarah le chali 

kya kahe kya se kya ho gaye 

khud se hi khud kahin kho gaye 

raat ne bhi sapno ka, sangam tod diya 

panchhi ne apno se rishta tod diya hai 

par mera dard kam na huaa hain 

par mera dard kam na huaa hain

sona chahun par neende bhi ruth chuki hain 

kahne ko ye baat magar koi pas nahi hain 

aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja 

aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja 

tu hi tu bas meri yado me 

tu hi tu bas meri yado me 

par nazar me kabhi aa bhi ja hay 

mausam ki barisho ki chal rahi hain 

gujrane lage bhukhi bhukhi sakh se 

jane kya din gajab the 

milne lage 

milne lage dhime dhime manjil se 

kuchh duaaye aur waade hone lage 

nibhane lage tere mere ishq se 

bevajah yah koi thi saja 

dil ki hain ye dua aa bhi ja 

haale dil zindagi tu hi tu 

aankhe dhund rahi hain, ninde ruth gayi hain 

teri yaad jane kyu aa gayi 

dil me ek dard sa la gayi 

dil me ek dard sa la gayi 

la gayi

Explore this song