Roman script

anjana dil kya janey, begana dil kya janey

darr jata hai kyun pake khushiya

yeh jo mai bekarar hu, har lamha ishk toh nahi

yeh jo mujhe bekhudi si hai, tu jaise mujhme hai kahi

kabhi baho me hai duniya, kabhi khali khali rahe

kabhi barta hai dil thandi thandi aahe

kabhi aankho me hai sapne, kabhi palko peh hai aansu

yeh ishk dikhaye kaise kaise jadu

kabhi dhup kabhi barsate, kabhi kabhi tanha tanha rate

mausam hai kitne aate jate inn wafao ke

anjana dil kya janey, begana dil kya janey

darr jata hai kyun pake khushiya

yeh jo mai bekarar hu, har lamha ishk toh nahi

yeh jo mujhe bekhudi si hai, tu jaise mujhme hai kahi

milna hai pal do pal ki phir lambi hai tanhayi

pachayi se kat jati hai pachayi

kho jata hai woh chehara bas aati hai aawaje

dil karta hai khud se hi aksar bate

wahi phiki phiki subahe wahi bojhal bojhal shame

mausam hai kitne aate jate inn wafao ke

anjana dil kya janey, begana dil kya janey

darr jata hai kyun pake khushiya

yeh jo mai bekarar hu, har lamha ishk toh nahi

yeh jo mujhe bekhudi si hai, tu jaise mujhme hai kahi

Explore this song