Roman script

hey bidu chhod de sharab ye chiz hai kharab 
hey bidu chhod de sharab ye chiz hai kharab 
angur ki ye beti botal mein jo hai leti 
badla ye aisa legi bemaut maar degi 
hey bidu hey bidu chhod de
ye chiz hai kharab 
tu kisko nahi peeta ye tujhko peeti hai 
tu kisko nahi peeta ye tujhko peeti hai 
laakhon ko maar ke sadiyon se jeeti hai 
bidu chhod de sharab ye chiz hai kharab 
angur ki ye beti botal mein jo hai leti 
badla ye aisa legi bemaut maar degi 
hey bidu chhod de sharab
hey bidu chhod de sharab ye chiz hai kharab

Song details

Song video

Watch on YouTube