Roman script

aay hay teri javani tera shabaab
angiya angiya changiya changiya 
changiya changiya angiya angiya
har ang se halka halka 
koi nasha sa chhalka chhalka 
sine se mere malmal ka 
aanchal ho gulabi dhalka 
dil jhumega pagal sa 
tujhe hosh rahega na kal ka 
angiya angiya changiya changiya 
changiya changiya angiya angiya
lu angdai to pyale khanke 
dolu tan ke to sagar dhalke 
yun lahraye to bijali chamke 
dil ki dhadkan rah jaye tham ke 
o dil tham ke har divana kahe paas aa 
aa na gadi chhut jayegi 
julfon me rang badal ka 
palko pe tir kaajal ka
sine se mere malmal ka 
aanchal ho gulabi dhalka 
dil jhumega pagal sa 
tujhe hosh rahega na kal ka 
angiya angiya changiya changiya 
changiya changiya angiya angiya
surkh labo pe lali dahke 
mujhko chhu ke shola bhadke
kaatil aisi adaa mastani 
ki budho pe bhi chhai jawani 
he baho me jiske gai, kaam se wo gaya 
gadi chhut gayi 
mera husn jaha bhi chhalka 
mehfil me macha hain tahlka 
sine se mere malmal ka 
aanchal ho gulabi dhalka 
dil jhumega pagal sa 
tujhe hosh rahega na kal ka 
angiya angiya changiya changiya 
changiya changiya angiya angiya

Song details

Song video

Watch on YouTube