Roman script

barah ki umar mein tum pehli baar dikhi

terah ka tha aankhon mein baatein ki

chaudah kya hue hum dil ne dil ko chhua

pandarah pe aa ke kuch kuch ho gaya

ae shaa baa baa ru baa shaa bo be ba bo

o meri angelina ae sha baa baa ruu baa

shaa bo be ba bo

tujhsa hai koi kahan

solahawan wo sawan humein yoon bhnigo gaya

satarah ka saara season satrangi hi raha

atharah ka jo licence mila love nature ho gaya

unnis se bees tak hui beeson galtiyaan

ae shaa baa baa ru baa

shaa bo be ba bo o meri angelina

ae sha baa baa ruu baa

shaa bo be ba bo

tujhsa hai koi kahan

ikish se teish tak baja apna mandolin

main hero tu heroine

bane dad tere villain

chaubis se tha jiss din ka intezaar

pachhis ve birthday pe main karun

duniya se izhaar ae shaa baa baa ru baa

shaa bo be ba bo o meri angelina

ae sha baa baa ruu baa shaa bo be ba bo

tujhsa hai koi kahan yeah hey meri angelina

wo wo meri angelina

Explore this song